People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Raat Suhani Mast Chaandini
Lyricist: Sandeep Khare
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dashavatar/Raat-Suhaani-Mast-
raat suhani mast chandni
raat suhani mast chandni mausam ye albela hai
raat suhani mast chandni mausam ye albela hai
raas rachaye natkhat kanha liladhar ki lila hai
raat suhani mast chandni mausam ye albela hai
raas rachaye natkhat kanha liladhar ki lila hai

poonam me bhiga varindavan radha ke sang jhume mohan
poonam me bhiga varindavan radha ke sang jhume mohan
dekh unhe jalti hai sakiya krodh bhari karti hai batiya
dekh unhe jalti hai sakiya krodh bhari karti hai batiya
radha hi tujhko pyari, ham bhi preet ke hai adhikari
ham bhi preet ke hai adhikari bole mohan mai hu sabka
bole mohan mai hu sabka prem ka rang nirala hai
bole mohan mai hu sabka prem ka rang nirala hai
raas rachaye natkhat kanha liladhar ki lila hai
Behta Paani Chalti Hawaye
Lyricist: Sandeep Khare
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dashavatar/Dashavatar/XQwHY0R
bahta paani chalti havaayen
chamke suraj raat suhaye
gaate panchhi khilte paudhe
jhume badal mast fijaaye
kyu behte hai kyu chalte
kyu behte hai kyu chalte
kyu khilte hai aur gate hai
ye jindagi dene vaala kaun hai
ha kaun hain iska palan haar
narayan ke vardhahastar se
chalta jaye ye sansaar
narayan ke vardhahastar se
chalta jaye ye sansaar

par is prkirit dhara ko kisi vikarti ne lalkara
par is prkirit dhara ko kisi vikarti ne lalkara
dharam ka suraj laga dubne
ghir aaya jab andhiyara
tab tab shivsagar se uthkar
karne shrishti ka uddhar
tab tab shivsagar se uthkar
karne shrishti ka uddhar
shri vishnu ne yugo yugo se liya hai
ha liya hai dharti par avtar
dashavtar dashavtar dashavtar
dashavtar dashavtar dashavtar
dashavtar
Sada Sumiran Karle Pyare
Lyricist: Sandeep Khare
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dashavatar/Sadaa-Sumiran/Fhk4
sada sumiran karle pyare naam me hari samave
sada sumiran karle pyare naam me hari samave
bakti ki mahima se nar ka
bakti ki mahima se nar ka narayan ho jave

dhyan kare uska to dhyan kare uska to
maya paash lipat na paye
maya paash lipat na paye
bav ki gehri khai bhi wo
bav ki gehri khai bhi wo shan me paar karave
vishnu dev wo vishnu dev wo
vishnu dev wo vishnu dev wo
vishnu dev wo vishnu dev wo
vishnu dev wo vishnu dev wo
Phirse Chamke Tim Tim Taare
Lyricist: Sandeep Khare
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dashavatar/Phir-Se-Chamke-Tim
tim tim tim tim tim tim tim tim tim tim tim tim tim tim
phir se chamke tim tim tare phir se chamke tim tim tare
phir rato ko chand mila mit gaye badal
tham gaya toofan fir se ambar khula khula o ha o ha
phir se chamke tim tim tare phir rato ko chand mila
mit gaye badal tham gaya toofan fir se ambar khula khula

o ha o ha indardhanu ke rang churakar phul kai khil aaye hai
indardhanu ke ran churakar phul kai khil aaye hai
fir se mehki pyari pyari hirno ke par nikle hai
bahar chayi hai dharti par aur har dil hai khila khila o ha o ha
phir se chamke tim tim tare phir se chamke tim tim tare
phir rato ko chand mila mit gaye badal tham gaya toofan
fir se ambar khula khula o ha o ha o ha o ha o ha
Bolo Bolo Ramachandra Ki Jai
Singer: KK
Lyricist: Sandeep Khare
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dashavatar/Bolo-Bolo-Ramchand
ram ke leke naam karenge chalo ram ka kaam
shri ram jai ram jai jai ram
shri ram jai ram jai jai ram
ram ke leke naam karenge chalo ram ka kaam
shri ram jai ram jai jai ram
shri ram jai ram jai jai ram
ram hi shakti ram hi bhakti
ram hi shakti ram hi bhakti
ram punya ka dhaam
bolo bolo ramchandra ki jai
siyavar ramchandra ki jai
bolo bolo ramchandra ki jai
siyavar ramchandra ki jai
shri ram jai ram jai jai ram
shri ram jai ram jai jai ram

ram baan ya ram doot ho sada vijay hi paya
jal sagar ya bhavsagar ho ram ne paar karaya
ram baan ya ram dut ho sada vijay hi paya
jal sagar ya bhavsagar ho ram ne paar karaya
jal sagar ya bhav sagar ho
jal sagar ya bhav sagar ho
ram ne paar karaya
bolo bolo ramchandra ki jai
siyavar ramchandra ki jai
bolo bolo ramchandra ki jai
siyavar ramchandra ki jai
shri ram jai ram jai jai ram
shri ram jai ram jai jai ram

dharm ki shakti aur maryada
sayam dharm hai ram
shri ram jai ram jai jai ram
ram ka naam lekar taire hai sagar par paasha
shri ram jai ram jai jai ram
ram naam ki shakti se hi lanka per uthan
ram naam ki shakti se hi lanka per uthan
bolo bolo ramchandra ki jai
siyavar ramchandra ki jai
bolo bolo ramchandra ki jai
siyavar ramchandra ki jai
shri ram jai ram jai jai ram
shri ram jai ram jai jai ram

veer bane the vaanar paakar ram naam saaya
aganit rakshas veer dashanan koi na tik paya
veer bane the vaanar paakar ram naam saaya
aganit rakshas veer dashanan koi na tik paya
aganit rakshak veer dashanan
aganit rakshak veer dashanan koi na tik paya
bolo bolo ramchandra ki jai siyavar ramchandra ki jai
bolo bolo ramchandra ki jai siyavar ramchandra ki jai
bolo bolo ramchandra ki jai siyavar ramchandra ki jai
bolo bolo ramchandra ki jai siyavar ramchandra ki jai
siyavar ramchandra ki jai siyavar ramchandra ki jai
bolo bolo ramchandra ki jai
bolo bolo ramchandra ki jai siyavar ramchandra ki jai
O Mohini O Kaamini
Lyricist: Sandeep Khare
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dashavatar/O-Mohini-O-Kamini/
o mohini o kamini o matwali gajhgamini
suraj si tu chamke hai chand ki tujhko bindi hai
suraj si tu chamke hai chand ki tujhko bindi hai
baaton me hai teri ragini
o mohini o kamini o mohini gajhgamini

aankho se tu aankho ko mila ek pyala to hame dila
har taraf hai bas nasha nasha jhumti hai har disha disha
suraj si tu chamke hai chand ki tujhko bindi hai
suraj si tu chamke hai chand ki tujhko bindi hai
baaton me hai teri ragini
o mohini o kamini o mohini gajhgamini
o mohini o kamini o mohini gajhgamini